Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)

Subho Meelade Nabi he kya suhana Noor he
Agayaa wo noore waala jiska saara Noor he

Aankh waalo aawo dekho maahe Tayba ki ziyaa
Aasmaan ke chand me to peeka peeka Noor he

Tu na hota, to na hota do jahaan ka intizaam
Tu zameen ka noor he, tu asmaan ka Noor he

Jisne jo kuch Noor payaa sub Teri Sarkaar se
Noor ki Sarkaar ka to subse pehla Noor he

Jistaraf ko ut?gayee aalam munaw?war hogaye
Me Teri Aankho ke Sadqe in me kitna Noor he

Mustafa ke noor me he Zaate Baari Jalwa ghar
Mustafa ka Noor yoon kehte! Khuda ka Noor he

Istaraf bi ek nighahe Noorale Noorala
Me sarapaa ma?siyat hoon Tu sarapaa Noor he


Related Content

  1. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  2. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  3. YA TAIBA YA TAIBA
  4. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
  5. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  6. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  7. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  8. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  9. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  10. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  11. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  12. Noor Wala Aya Hai
  13. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  14. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  15. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  16. LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
  17. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  18. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  19. Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam  Naat Lyrics
  20. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics

Leave a comment