Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)

Kaak Sooraj se andehro ka izalah hoga
Aaap aye tho mere ghar me Ujaala hoga

Hashr me hogah who Sarkaar ke Jandhe ke thale
Mere Sarkaar ka jo chahne wala hoga

Isqh-e Sarkaar ki ek Sham?ma jalaalo dil me
Baad marne ke Lehad me bhi Ujalaa hoga

Jab bhi maangho to Waseele se in?hi ke maangho
Is Waseele se Karam aur do baala hoga

Hashr me is ko bhi seene se lagaa?yenge
Huzoor Jis Ghuneghaar ko har ekh ne taala hoga

Mahe Tayba ki Tajalli bhi niraali hogee
Aap ke gard bhi Ashaab ka Haala hoga

Silah Naat Nabi Paayega jis din Khalid
Who karam dekhna tum dekhne walaa hoga


Related Content

  1. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  2. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  3. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  4. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  5. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  6. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  7. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta
  8. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  9. Mujhe Rang De Maula
  10. Ya Nabi Ya Rasool
  11. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  12. Ali Haidar ka gharana
  13. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  14. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  15. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  16. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  17. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics
  18. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  19. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  20. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics

Leave a comment