Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai

Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
Wohi Farid, Wohi Daata, Ban Ke Aaya Hai

Jahaa(N) Kahi(N) Bhi Qadam, Mera Dagmagaaya Hai
Sahaara Dene Karam, Aap Hi Ka Aaya Hai

Sata Sakegi Na Ham Ko Bhi, Garmi-Aey Mehshar
Hamaare Sar Pe Habibe Khuda Ka Saayaah Hai

Isi Tamanna Mei(N) Jite Hain, Koi Yeh Kehde
Chalo, Chalo, Tumhe Sarkaar Ne Bulaaya Hai

Ghame Habibe Khuda Ne Jise Nawaaz Diya
Alim, Aa’lame Gham Mei(N) Bhi Muskuraaya Hai


Related Content

  1. Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics
  2. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
  3. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  4. Meeran Waliyon Ke Imam De Do Panjtan Ke Naam (Manqabat)  Naat Lyrics
  5. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  6. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  7. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  8. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  9. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  10. Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
  11. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  12. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
  13. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  14. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  15. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics
  16. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  17. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  18. LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
  19. Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka  Naat Lyrics
  20. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics

Leave a comment