Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
Wo Naat Sun Ke Jo Khush Hon To Koi Baat Baney
Log Duniya Me Kahein Mujh Ko Yun Deewana To Kya
Jo Kahein Wo Mujhe Deewana Koi Baat Baney
Maine Maana Meri Auqaat Nahi Hai Ke Chalun
Ho Ishaara Chalun Taibah To Koi Baat Baney
Main Kahun Mujh Ko Ghulamon Ka Ghulam Apna Karo
Kahein Manzur Hai Jo Wo To Koi Baat Baney
Nahi Bujhti Hi Nahi Pyas Meri Hashrat Ki
Wo Karein Vaada E Kausar To Koi Baat Baney
Maut Ruk Ja Do Ghari Raah Me Hain Mere Nabi
Paoon Deedar Fir Chalun To Koi Baat Baney
Dam E ‘ Mehboob ‘ Nikal Jaye Padhtey Naat E Nabi
Kaho Aameen Tum Sabhi To Koi Baat Baney
Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
Related Content
- NABI KA JASHAN AAYA
- Mujhe Rang De Maula
- Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri Naat Lyrics
- Karam Ke Badal Baras Rahe Hain Naat Lyrics
- Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
- Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga Naat Lyrics
- Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
- Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
- Bas Apne Dil Maen Madine ki
- Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan Naat Lyrics
- Sirf Ek Baar Naat Lyrics
- Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
- Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain Naat Lyrics
- Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta
- ALLAH Ho Rabo Muhammadin
- Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
- Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki Naat Lyrics
- Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
- Qadri Aastana Salamat Rahe Naat Lyrics
- Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai Naat Lyrics