Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics

Qadri Aastana Salaamath Rahe ,
Mustafa Ka Gharana Salaamath RahePal Rahe Hain Jahaan Se Ye Dono Jahaan
Wo Saaqi Aastana Salaamath RaheDard Mandon Sar Par Hai Saya Figan
Aap Ka Shahmiyana Salaamath RaheTum Se Mansoob Hai Zindagi Ka Nisaab
Hashr Tak Ye Fasana Salaamath RaheYe Nakirain Bole Mujhe Qabr Main
Mustafa Ka Dewana Salaamath Rahe

Hukum Tha Ke Aada Ho Namazein Pachas
Aapka Aana Jana Salaamath Rahe

Jisne Ta’aseer Ki Khatm-e-Ta’aseer Ki
Wo Nabi Ka Deewana Salamat Rahe

Jinke Chehre The Ghumgeen Khush Hogaye
Aapka Muskurana Salaamath Rahe

Etrat-E-Fatima Par UJAGAR Nisar
Syeda Ka Gharana Salaamath Rahe


Related Content

  1. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics
  2. Aye Hasnain Ke Nana
  3. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  4. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  5. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  6. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
  7. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  8. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  9. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  10. TARON MEIN ROSHNI
  11. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  12. Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar  Naat Lyrics
  13. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  14. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  15. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  16. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  17. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  18. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  19. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  20. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics

Leave a comment