Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics

Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai
Sach Batana Ay Duniya Tera Kya Lete Hai

Pattharo Tum To Ho Patthar Aur Mere Aaqa
Tumse Gar Chahe To Kalmah Bhi Padha Lete Hai

Waqt Ki Qaid Nahi Hai Ye Karam Ki Baatein
Jab Bhi Sarkaar Ki Marzi Ho Bula Lete Hai

Usko Aankho Me Bithate Hai Zamane Wale
Jisko Mehboob e Khuda Apna Bana Lete Hai

Jab Nahi Milti Kahi Se Bhi Suku(n) Ki Daulat
Teri Mehfil Tere Deewane Saja Lete Hai

Jab Se Dekha Hai Niyazi Wo Riyazul Jannah
Humto Ghar Baith Ke Jannat Ki Hawa Lete Hai


Related Content

  1. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  2. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  3. Mein Mangta Haan Teray Ishq Da  Naat Lyrics
  4. Karahe Hain Teri Sana Khani
  5. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  6. Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics
  7. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  8. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  9. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  10. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  11. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  12. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  13. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  14. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  15. Ya Nabi Ya Rasool
  16. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  17. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  18. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  19. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  20. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics

Leave a comment