Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics

Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon
Kabhi To Sunega Duaen Wo Meri
Kabhi To Sunega Sadaen Wo Meri

Jo Logon Say Sun Sun Kay Nakhse Hain Khenche
Haqiqat May Honge Manazir Wo Kaise
Kabhi Jake Dekhon Khud Aankhon Se Apni
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Khuda Ne Utara Jishe Asman Se
Kiya Nasb Tha Jisko Paighambaron Ne
Ushi Hajre Aswad Ka Bosa Me Lelon
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Mere Samne Ho Wo Qabe Ki Cokhat
Wo Rukne Yahmani Wo Mizabe Rehmat
Me Sehne Haram Me Karon Jake Sajde
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Wo Shehre Haram Wo Madine Ki Galiyan
Wo Arafat Ka Din Minah Ki Wo Ratain
Muyasar Kabhi Hon Hame Sare Jalwe
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Mere Samne Ho Wo Gunbade Khizran
Wo Roze Ki Jaali Wo Jannath Ka Gosha
Kabhi Chuom Lon Jake Khake Madina
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Nehi Hay Bharosa Koi Zindegi Ka
Ushi Ko Khabar Hay Wohi Janta Hay
Bulalega Hamko Wo Marne Se Pehle
Bulalijiye Mujhko Marne Se Pehle

Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon
Khuda Kab Bulalain Mujhe Apne Ghar Me
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hoon…


Related Content

  1. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  2. Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain
  3. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  4. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics
  5. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  6. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  7. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  8. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  9. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  10. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  11. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  12. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  13. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
  14. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  15. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  16. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  17. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  18. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics
  19. Tala Al Badru Alyna
  20. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics

Leave a comment