Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)

Kaabe ke dar ke saamne, maangi he ye Du?a fakat
Haatho mein hashr tak rahe, daamane Mustapha fakat

Apne karam se-ekhuda, ishqe Rasool kar ataa
Aakhri dam labo pe ho, salle ala sada fakat

Taybah se ko chale, qadmo unke jaan de
Dafan ho unke shehar mein, he yehi iltija fakat

Meraj ka sharaf milla, yoon to har ek Rasool koh
Arsh ke aage jaa sake, Ahmed Mustapha ka fakat

Naz?ake waqt jab mere, sanso mein intishar ho
Mere nazar ke saamne, Gumbad ho woh hara fakat

Munkar Nakir qabar mein, humse sawaal jab kare
Aise mein wird hum rakhe, Aap ke naam ka fakat

Duniya ki sari ne?mate, nazro mein meri hej ho
Rakhne ko sar pe gar mile, Nalain-e Mustapha fakat

Naate Rasoole pak he, nazmi ka maqs de haya
Qabar mein bhi labo pe ho, Sarkar ki sanaa fakat


Related Content

  1. Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah  Naat Lyrics
  2. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  3. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
  4. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  5. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  6. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  7. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  8. TERI JALIYON KE NEECHE
  9. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  10. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  11. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  12. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  13. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  14. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  15. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  16. Ali Haidar ka gharana
  17. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  18. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  19. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  20. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics

Leave a comment