Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge

Nabi  Ki Naat Ki Mahefil Sajjaana Ham Na Chaurein Ge

Yeh Nara Ya Rasulallah Laga Ham Na Chorein Ge

Kaho To Chor Dein Ge Ham Jahan Ki Mahefilein Sari

Magar Milad Ki Mahefil, Mana Ham Na Chorein Ge

Pukara Jab Bhi Mushkil Me Chale Aee Mere Aaqa

Woh Sunte Hain Woh Aate Hein, Bulana Ham Na Chorain Ge

Nabi Ki Naat Parhna Hazrat E Hassan Ki Sunnat Hai

Hai Jab Tak Dam Main Dam Naatein, Sunana Ham Na Chorain Ge

Milli Hai Isme Azam Ki Yeh Dolat Gouse Ka Sadqa

Ke Jashn E Yarhwein Unka, Mana Ham Na Choraein Ge

Kaho Yeh Jalne Waloon Se Maro Ge Younhi Jal Jal Ke

Yeh Hoo Ki Bijliyaan Tum Per, Girana Ham Na Chorain Ge

Kare Yeh Zikar Se Abad Diloon Ki Bastiyaan Alwi

Jabine Shouq Ke Sajde, Lutana Ham Na Chrain Ge

Yeh Nara Ta Rasoolallah Lagana Ham Na Chourein Ge

Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Ham Na Choryein Gea


Related Content

  1. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  2. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  3. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  4. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  5. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  6. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  7. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
  8. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  9. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  10. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  11. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  12. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  13. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  14. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  15. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  16. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  17. Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain
  18. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  19. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  20. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics

Leave a comment