Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics

Meetha meetha he mere Muhammad ka naam
Un pe laakhon karoron durood o salamWaqt laaye khuda jaaye Darbaar par
Aur khare ho ke Rawza-e-Sarkar par
Pesh mil kar kare ham durood o salaam
Un pe laakhon karoron durood o salamWohi Hasni Hussain chaman ke hain phool
Noor-e-Maula Ali jaan-e-Zahra batool
Jis ke Nana Rasul-e-Khuda zi makaan
Un pe laakhon karoron durood o salamLa makaan ke bane hain wohi to makeen
Jin ki naal’ain ko choome Arsh-e-barhin
Jo khuda se huwe Arsh par ham kalaam
Un pe laakhon karoron durood o salam

Shah-e-Konain wo ruh-e-daarain wo
Fakhr-e-Hasnain wo Ghaws-e-Saqlain wo
Jin ke dar ka hai Hafiz bhi adnaa ghulaam
Un pe laakhon karoron durood o salaam


Related Content

  1. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  2. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  3. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  4. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  5. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  6. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  7. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  8. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  9. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  10. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  11. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  12. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  13. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  14. Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
  15. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  16. TARON MEIN ROSHNI
  17. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  18. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  19. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  20. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah

Leave a comment