Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics

Muje mere aaka bulate rahenge

Madine ka mangta banate rahenge

Muje mere aaka ………………………….

dikha sabz gumbad to boli ye aankhe

ke palko ke moti lutate rahenge

Muje mere aaka ………………………….

Jinhe ishqe aehamad(saw) ki dulat mili hai

Unhe simte jannat chalate rahenge

Muje mere aaka ………………………….

Muje kabr ki ab nahi koy wahshat

Huzur apna jalwa dikhate rahenge

Muje mere aaka ………………………….

Hai aejaz chokhat pe betha hu unki

Ye kasim hain neamat lutate rahenge

Muje mere aaka ………………………….

Hai ‘shakir’ ko aaka karam par bharosa

Yaha bhi waha bhi bachate rahenge

Muje mere aaka ………………………….


Related Content

  1. Tere Ishq Di Dolat
  2. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  3. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  4. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  5. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  6. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  7. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  8. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  9. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  10. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  11. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  12. Mujdawa Hai Asiyo Shaf-e-Shah-e-Abrar Hai (Naat Lyrics)
  13. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  14. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  15. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  16. Phir Ke Gali Gali Tabah  Naat Lyrics
  17. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  18. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  19. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  20. Aawaz panch waqt lagati hai momino

Leave a comment