Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics

khuda ka zikr karezikr mustfa na kare

hamare munh mai ho aesi zaba khuda na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

madine jake niklana na sahar se bahar

khuda na khwasta ye zindadi wafa na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

asir jisako banakar rake madine main

tamam umr rihai ki wo dua na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

kaha khuda ne safaat ki bat mehshar main

mera habib kare koi dusara na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

saure naat bhi ho or zabaan bhi ho ‘adib’

wo aadami nahi jo unka hakk ada na kare

gadae naam siya ka kaha thikana hain

sadaat  iski jo mahshar main mustafa na kare

kami ho ishqe nabi me kabhi khuda na kare


Related Content

  1. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  2. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  3. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  4. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena
  5. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  6. Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai  Naat Lyrics
  7. Noori Mahfil Lyrics
  8. Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
  9. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  10. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  11. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  12. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  13. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  14. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  15. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  16. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics
  17. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  18. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  19. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  20. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi

Leave a comment