Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics

Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah
Zamana Jism Hai Aur Jaan Hai Ye Aulia Allah

Inhi K Khun Ki Surkhi Say Hai Ab Tak Jaha
Roushan Kitab E Ishq Ka Unwaan Hai Ye Aulia Allah

Dua E Sab Ko Dayte Hai Kisi Say Kuch Nahi Layte
Misaal E Suray E Rahaman Hai Ye Aulia Allah

Ye Jis Basti Say Utjaaye Wo Basti Paak Ho Jaye
Gunahgaron Ka Sayebaan Hai Ye Aulia Allah

Kabhi Zinda Kabhi Maqtal Kabhi Suli Pay Chadte
Hai Wafa Ki Aakhri Pehchan Hai Ye Aulia Allah


Related Content

  1. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  2. Abr e Karam Gesoo E Muhammad
  3. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics
  4. Ali Haidar ka gharana
  5. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  6. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  7. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  8. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  9. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  10. Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai  Naat Lyrics
  11. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  12. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  13. Aadha Idhar Aadha Udhar
  14. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  15. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  16. Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain
  17. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  18. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  19. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  20. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics

Leave a comment