Apne Damane Shafa’at mein chhupaye rakhna
Mere Sarkar Meri baat banaye rakhna
Kisi Mansab ka talabgar hun na Duniya ka
Khak hun Mein Muje Qadmon se lagaye rakhna
Isi Mansab ka talabghar hun Mein bhi Aaqa
Khak hun Mein Muje Qadmon se lagaye rakhna
Aap yaad aaye to fir yaad na aaye koi
Gair ki yaad Mere Dil se bhulaye rakhna
Unke ho jaao Har ek chiz Unhi se mango
Apne Daman mein ahesan paraye rakhna
Jab sawa neze pe Khurshide Qayamat hoga
Apni Zulfon ke Gunahgar pe saye rakhna
Meine mana ke nikamma hun magar Aapka hun
Is nikamme ko bhi Sarkar nibhaye rakhna
Shayad Is rah se Khalid Mere Aaqa guzre
Apni palkon ko sare rah bichhaye rakhna
Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
Related Content
- Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
- Rifaete Subhe Saadat Zindabad Naat Lyrics
- Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
- Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
- Aap aye duniya vich door hoye gham
- Subhe Baharaan Naat Lyrics
- Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara Naat Lyrics
- Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
- Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai Naat Lyrics
- ALLAH Ho Rabo Muhammadin
- Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan Naat Lyrics
- Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
- Mashgala Aisa Batao Ke Zara Naat Lyrics
- Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega Naat Lyrics
- Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
- AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
- Tu Shamm-e- Risalat Hai
- Ae Noor-e-mujjassim
- Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
- Faraz E Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda Naat Lyrics