Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai [2x]

Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai [2x]

Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Yah Aaj Tara Zamee Ki Taraf Hai Q Maail [2x]

Yah Asmaan Say Payham Hai Noor Q Nazil

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Yah Aaj Kiya Hai Zamana Nay Rang Badla Hai [2x]

Yah Aaj Kiya Hai Kay Alam Kay Dhang Badla Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Yah Aaj Kahai Ki Shaadi Hai Arsh Q Jhooma [2x]

Lab-e-Zameen Ko Lab-e-Asmaa Q Chuma

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Rasool Unhi Kay Toh Mujhda Sunanay Aaya Hai [2x]

Inhi Kay Aana Ki Khushiya Manana Aaya Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Feerista Aaj Jo Dhooma Machanay Aaya Hai [2x]

Inhi Kay Aana Ki Shaadi Rachana Aaya Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Yah Seeda Rasta Haq Ka Batana Aya Hai [2x]

Ya Haq Kay Bando Ko Haq Say Milanay Aaya Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sunogay La Na Zaban-e-Karim Say Noori [2x]

Yah Faiz-o-Jood Kay Dariya Bahana Aaya Hai

Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai

Ya Kaun Say Shaha Wala Ki Aamad Aamad Hai

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]

Sarkar Ki Aamad Marhaba, Sardar Ki Aamad Marhaba,

Huzoor Ki Aamad Marhaba, Aaqa Ki Aamad Marhaba

Bolo Marahaba Bolo Marahaba [4x]


Related Content

  1. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  2. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  3. TERI JALIYON KE NEECHE
  4. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  5. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  6. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  7. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  8. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics
  9. Abhi jibril utre
  10. Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam  Naat Lyrics
  11. Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
  12. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  13. Karam Karam Mola
  14. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  15. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  16. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  17. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  18. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  19. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  20. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics

Leave a comment