Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics

Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se
Mila Hein Jab Hi Mila Maa Teri Duaaon Se

Jahan Jahan Bhi Gaya Log Dil Bichaane Lagey
Ye Ehteraam Mila Maa Teri Duaaon Se

Maa Ki Duah Jannat Ki Hawa Maa Ki Duah Jannat Ki Hawa

Ye Kamiyaabiyan Shohrat Qadam Qadam Pe Milee
Naseeb Eysaa Mila Maa Teri Duaaon Se

Tawaaf Main Ne Kiya Kee Sa’ai-E-Marwaa Bhi
Jo Main Ne Umra Kiya Maa Teri Duaaon Se

Mujhe Giraane Pe Haasid Toule Huwe The Magar
Main Dushmanon Se Bachaa Maa Teri Duaaon Se

Qasam Hain Iss Mein UJAAGAR Ka Kuch Kamal Nahin
Uruj Isko Mila Maa Teri Duaaon Se

Maa Ki Duah Jannat Ki Hawa Maa Ki Duha Jannat Ki Hawa


Related Content

  1. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  2. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  3. Qurban Tumpe Meri Jaan
  4. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  5. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  6. Karam Karam Mola
  7. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  8. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  9. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  10. ShaheMadina Naat Lyrics
  11. Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
  12. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  13. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  14. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  15. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  16. Barhy jo karky vo
  17. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  18. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  19. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  20. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics

Leave a comment