Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu

*****************Mere Rab Kahan Pe Nahin Hai Tu***************************

Mere Rabb Kahaa(N) Pe Nahi(N) Hai Tu – Teri Shaan Jalla Jalaaluhu

Tere Zarre, Zarre Mei(N) Hai Namud – Teri Shaan Jalla Jalaaluhu

Teri Zaat Khaaliqe Do Jahaa(N) – Chale Hukm Tera, Yahaa(N), Wahaa(N)
Teri Har Zubaa(N) Pe Hai Guftagu – Teri Shaan Jalla Jalaaluhu

Teri Qudrato(N) Ka Shumaar Kya – Teri Wusato(N) Ka Hisaab Kya

Tu Muhite Aa’Lame Rango Boo – Teri Shaan Jalla Jalaaluhu

Jise Chaahe Tu Woh Aziz Hai – Jise Tu Na Chaahe Zalil Hai

Tere Haath Zillat-O-Aabru – Teri Shaan Jalla Jalaaluhu

Hai Riyaz Khasta Ki Iltija – Baargaah Mei(N) Aey Khuda

Mera Chaako Amaa(N) Bhi Ho Rafu – Teri Shaan Jalla Jalaaluhu

Author: Janaab Allama Sayyad Riyazuddin Sohrawardi

Meanings:
Namud = Zaahir Hona
Wusato(N) = Wideness
Muhit = To Circumscribe, Comprehend And Know All, E.G.,Aa’Lam
Ke Saare Rango Boo Tere Qabze Mei(N) Hai.
Khasta = Thaka Hua, Pareshaan Haal
Chaako = To Cut Or Tear


Related Content

  1. Tere Ishq Di Dolat
  2. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  3. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  4. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics
  5. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  6. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  7. Abhi jibril utre
  8. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  9. Aye Hasnain Ke Nana
  10. Koyi Kya Jane Jo Tum Ho Khuda Hi Jaane Kya Tum Ho  Naat Lyrics
  11. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  12. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  13. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  14. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  15. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  16. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  17. Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka  Naat Lyrics
  18. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  19. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  20. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena

Leave a comment