Woh Bhi Din Ayega Ek Bar

Karne Roze Ka Deedar Main Madine Ja’Unga
Woh Din Ayega Ek Baar Main Madine Ja’Unga

Shahe Madina Rehmathe Alam Nabiyon Ke Sardar
Dekiye Kab Diklaye Apna Noorani Darbar
Main To Hun Kab Se Thayyar Main Madine Ja’Unga

Badi Ummeedh Hai Sarkar Qadhmon Main Bulayenge (3)
Karamki Jab Nazar Hogi Madine Ham Sab Jayenge

Deka Nahi Unka Dar Ab Thak Kya Hoga Anjan
Mere Dilki Dadkan Mujko Deti Hai Paygam
Mere Dilki Dadkan Dadkan
Dadkan Dadkan Dadkan Dadkan Deti Hai Paygam
Marne Se Pehle Ek Bar Main Madine Ja’unga

Hai Amina Main Meem Halima Mein Meem Hai
Mehrab Mein Hai Meem To Mimbar Mein Meem Hai
Minar Mein Hai Meem To Masjid Mein Meem Hai
Iman Mein Hai Meem To Muslim Mein Meem Hai
Kya Kya Fazeelathe Hai Muhammad Ki Meem Mein
Mureed Mein Hai Meem To Murshid Mein Meem Hai
Meelad Mein Hai Meem To Mehfil Mein Meem Hai
Paygam Mein Hai Meem Paygambar Mein Meem Hai
Payam Mein Hai Meem Payambar Mein Meem Hai
Ali Mein Meem Na Sahi Maula Mein Meem Hai
Ehram Mein Hai Meem To Zam Zam Mein Meem Hai
Zamin Mein Hai Meem To Asman Mein Meem Hai
Muj Mein Hai Agar Meem To Tum Mein bhi Meem Hai
Makkeh Mein Meem Hai To Madine Mein Meem Hai
Are Islimu Ka Hai Ra Alif Laam Meem Mein

Mujko Ekin hai Karam Karenge Amina Beevi Ke Lal
Unko To Malum Hai Lillah Mere Dil Ka Haal
Jiz Din Chaahenge Sarkaar Mein Madine Ja’Unga

Ke Ghouse Kaja Lal Kalandar Sab Ke Sache Peer
Inki Nisbatka Sarmaya Hai Meri Jagi
Woh Kardenge Beh Aapar (2) Mein Madine Jaunga

Dikne Usdarke Bazaar Mein Madine Ja’unga


Related Content

  1. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  2. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  3. Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka  Naat Lyrics
  4. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  5. Ya Nabi Ya Rasool
  6. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  7. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  8. Aankhon ka taara naame Muhammed
  9. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  10. Hum Apni Hasrat E Dil Ko Mitane Aaye Hai  Naat Lyrics
  11. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  12. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  13. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  14. Khairul Bashar Par Lakho Salam  Naat Lyrics
  15. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  16. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  17. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  18. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  19. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  20. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics

Leave a comment