Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics

Sacchi Baat Sikhate Yeh Hain

Seedhi Raah Chalate Yeh Hain

Naz E Rooh Me Aasani De

Kalma Yaad Dilate Yeh Hai

Marqad Me Bando Ko Thapak Kar

Meethi Neend Sulaate Yeh Hai

Apne Bharam Se Hum Halko Ka

Palla Bhari Banate Yeh Hai

Laakh Balaye Karoro Dushman

Kon Bachaye Bachate Yeh Hai

Apni Bani Hum Aap Bigade

Kon Banaye Banate Yeh Hai

Thanda Thanda Meetha Meetha

Peete Hum Hai Pilaate Yeh Hai

Sallim Sallim Ki Dhaaras Se

Pul Se Paar Lagate Yeh Hai

Inna Aataina Kal Kauthar

Saari Kasrat Paate Yeh Hai

Unke Haath Me Har Kunji Hai

Maalik E Kul Kehlate Yeh Hai

Bap Jaha Bete Se Bhage

Lutf Waha Farmate Yeh Hai

Maa Jab Iklaute Ko Chhode

Aa Aa Keh Kar Bulate Yeh Hai

Qasr E Daana Tak Kis Ki Rasaai

Jaate Yeh Hai Aate Yeh Hai

Keh Do Raza Se Khush Ho Khush Reh

Muzda Riza Ka Sunaate Yeh Hai


Related Content

  1. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  2. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  3. Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd)  Naat Lyrics
  4. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  5. Nazar Mai Hai Kaba Tu Dil Mai  Naat Lyrics
  6. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  7. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  8. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  9. Aap aye duniya vich door hoye gham
  10. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  11. Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee
  12. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  13. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  14. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  15. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  16. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  17. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  18. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  19. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  20. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)

Leave a comment