Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
Bekasi Loot Le Khuda Na Kare

Isme Rouze Ka Sajdah Ho Ki Tawaaf
Hosh Me Jo Na Ho Wo Kya Na

Ye Wahi Hai Ki Baksh Dete Hai
Kaun In Jurmo Par Saza Na Kare

Sab Tabeebo Ne De Diya Hai Jawaab
Aah Eesa Agar Dawaa Na Kare

Dil Kaha Le Chala Haram Se Mujhe
Are Tera Bura Khuda Na Kare

Uzre Ummeed E Afw(a) Gar Na Sune
Ru Siyaah Aur Kya Bahana Kare

Dil Me Roushan Hai Shamm’e Ishq E Huzoor
Kaash Joshe Havas Hawa Na Kare

Hashr Me Hum Bhi Sayr Dekhenge 
Munkir Aaj Unse Ilteja Na Kare

Zof Maana Magar Ye Zaalim Dil
Unke Raste Me To Thaka Na Kare

Jab Teri Khu Hai Sabka Jee Khana
Wahi Achha Jo Dil Bura Na Kare

Dil Se Ik Zouk E May Ka Talab Hu
Kaun Kehta Hai Itteqa Na Kare

Le Raza Sab Chale Madine Ko
Mai Na Jaun Are Khuda Na Kare


Related Content

  1. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  2. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  3. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics
  4. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  5. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  6. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  7. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  8. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  9. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  10. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  11. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  12. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  13. Un Ki Nazar Mein
  14. Aap aye duniya vich door hoye gham
  15. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  16. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  17. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  18. Aye Hasnain Ke Nana
  19. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  20. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics

Leave a comment