Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga
Kabhi to qismat khule gi meri, kabhi to mera salam hogaKhilafe maashooq kuch huwa hai, na koi aashiq se kaam hoga
Khuda bhi hoga udhar bhi aye dil, jidhar woh aali maqam hogaKiye hi jaoon ga arz matlab, milega jab tak na dil ka matlab
Na shaam e matlab ki subha hogi, na yeh fasana tamam hoga
Jo dil se hai ma’il-e-payambar, yeh is ki pehchan hai muqarrar
Ke har dam is be nawa ke lab par, durood hoga salam hoga
Isi tawaqqo pe ji raha hoon, yehi tamanna jila rahi hai
Nigahe lutfo karam na hogi, to mujh ko jeena haram hoga
Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga
Kabhi to qismat khule gi meri, kabhi to mera salam hoga
Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
Related Content
- Rab Mehfilan Sajayan
- La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah Naat Lyrics
- ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
- Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
- Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
- Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
- Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
- Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
- Sarkar Bulae Kadmo Mai Naat Lyrics
- Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Naat Lyrics
- MERI BAAT BAN GAYI HAI
- Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai Naat Lyrics
- Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega Naat Lyrics
- Kuch Aisa Kar De Mere Kirdgaar Aankho Me Naat Lyrics
- Jab Say Howa Hey Unka Karam
- Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna Naat Lyrics
- Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
- Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
- Jashn-e-wiladat Zindabad Naat Lyrics
- Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics