Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib

Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib Durood Lab Par Saja Saja Kar
Bahaar Luuttain Ge Ham Karam Ki Dilon Ko Daman Bana Bana KarNa Un Ke Jesa Sakhi Hei Koii Na Un Ke Jesa Ghani Hei Koii
Wo Be-Nawa-O Ka Har Jaga Se Nawaazte Hein Bula Bula Kar
Mein Wo Nikamma Hun Jisski Jholi Main Koii Husn-E-Amal Nahiin Hei
Magar Wo Ihsaan Kar Rahe Hein Khata-Ain Meri Chhupa Chhupa Kar

Hei Unki Ummat Se Pyaar Kitna Karam Hei Rahmat Sha’aar Kitna
Hamaare Jurmon Ko Dho Rahe Hein Wo Apne Aansu Baha Baha Kar

Yahi Asaas-E-Amal Hei Meri Issi Se Bigrri Bani Hei Meri
Samett-Ta Hun Karam Khuda Ka Nabi Ki Naatain Suna Suna Kar

Wo Raahain Ab Tak Saji Huii Hein Dilon Ka Kaaba Bani Huii Hein
Jahaan Jahaan Se Huzur Guzre Hein Naqsh Apna Jama Jama Kar

Agar Muqaddar Ne Yaawri Ki Agar Madine Gya Mein Khaalid
Qadam Qadam Khaak Uss Gali Ki Mein Chuum Lun Ga Uttha Uttha Kar


Related Content

 1. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
 2. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
 3. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
 4. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
 5. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
 6. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena
 7. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
 8. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
 9. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
 10. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
 11. Mujdawa Hai Asiyo Shaf-e-Shah-e-Abrar Hai (Naat Lyrics)
 12. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
 13. Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi  Naat Lyrics
 14. Jashn Aamade Rasool
 15. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
 16. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
 17. Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo
 18. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
 19. Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
 20. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)

Leave a comment