Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics

Nabi  Ki Naat Ki Mahefil Sajjaana Ham Na Chaurein Ge

Yeh Nara Ya Rasulallah Laga Ham Na Chorein Ge

Kaho To Chor Dein Ge Ham Jahan Ki Mahefilein Sari

Magar Milad Ki Mahefil, Mana Ham Na Chorein Ge

Pukara Jab Bhi Mushkil Me Chale Aee Mere Aaqa

Woh Sunte Hain Woh Aate Hein, Bulana Ham Na Chorain Ge

Nabi Ki Naat Parhna Hazrat E Hassan Ki Sunnat Hai

Hai Jab Tak Dam Main Dam Naatein, Sunana Ham Na Chorain Ge

Milli Hai Isme Azam Ki Yeh Dolat Gouse Ka Sadqa

Ke Jashn E Yarhwein Unka, Mana Ham Na Choraein Ge

Kaho Yeh Jalne Waloon Se Maro Ge Younhi Jal Jal Ke

Yeh Hoo Ki Bijliyaan Tum Per, Girana Ham Na Chorain Ge

Kare Yeh Zikar Se Abad Diloon Ki Bastiyaan Alwi

Jabine Shouq Ke Sajde, Lutana Ham Na Chrain Ge

Yeh Nara Ta Rasoolallah Lagana Ham Na Chourein Ge

Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Ham Na Choryein Gea


Related Content

  1. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  2. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  3. Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam  Naat Lyrics
  4. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  5. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  6. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  7. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  8. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  9. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  10. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  11. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  12. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  13. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  14. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  15. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  16. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  17. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  18. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  19. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  20. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics

Leave a comment