Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Malike Duniya Qadir Tu, Hazir Tu Aur Nazir Tu
Batin Tu Aur Zaahir Tu, Awwal Tu Aur Aakhir Tu
Arsh Pe Tu Aur Farsh Pe Tu, Tu Hi Tu Bus Tu Hi Tu…..
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Malike Hasto Bood Hai Tu,Har Dil Me Moujood Hai,
Duniya Ki Har Shae Mahedood, Lekin La Mahedood Hai Tu,
Abd Hai Hum, Ma’abood Hai Tu, Tu Hi Tu Bus Tu Hi Tu…..
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Tera Nahi Hai Koi Sharik, Tu Wahid Hai Yakta Hai,
Tu Hi Ibaadat Ke Kabil Tu Hi Laike Sajda Hai,
Sajid Hum Masjood Hai Tu, Tu Hi Tu Bus Tu Hi Tu…..
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Pyare Nabi Ke Pyaro Me, Gaare Saur Ke Yaaro Me,
Ali Ali Ke Naaro Me, Quraan Ke Siparo Me,
Tu Hi Tu Bus Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Bus Tu Hi Tu…..
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Gul Gulshan Gulzaaro Me, Mast-Alst Baharo,
Suraj Chand Sitaro Me, Dida Zaib Nazaro Me,
Saaz Ke Bajte Taro Me, Tute Dil Ki Pukaro Me,
Ranjo Alm Ke Maro Me, Bebas Aur Becharo,
Tu Hi Tu Bus Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Bus Tu Hi Tu…..
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Kabe Me Azaano Me, Hajj Ke Sab Arkaano Me,
Hoshruba Diwano Me, Majzoobo Mastano Me,
Basti Me Viraano Me, Sahera Aur Maidano Me,
Kheto Me Khaliyano Me, Mahenat Kash Insaano Me,
Maao Ke Armano me, Bachho Ki muskano Me,
Tu Hi Tu Bus Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Bus Tu Hi Tu…..
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu ×2
Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
Related Content
- Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se Naat Lyrics
- Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
- Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se Naat Lyrics
- Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
- Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
- Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj Naat Lyrics
- Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
- Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
- Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai Naat Lyrics
- Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
- Abr E Karam Gesoo E Muhammad
- Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics
- Islam Zindabad, Islam Zindabad
- Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
- Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
- Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib Naat Lyrics
- An Nabi Sallo Alaih Naat Lyrics
- Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho Naat Lyrics
- Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
- Phir Ke Gali Gali Tabah Naat Lyrics