Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih – Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih
An Nabi Ya Halireen – Iilamoo Ilmal Yaqeen – Anna Rabbal Aalameen Wa Rala Salla Alaih
An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih – Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
Kaabe Ke Badrud Duja – Thum Pe Karodon Durood
Tayba Ke Shamsud Duha – Thum Pe Karodon Durood
Shafiye Roze Jaza – Thum Pe Karodon Durood – Dafiye Jumla Bala Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Ya Man Halar – An Nabi Khairul Bashar – Man Lahu Shaqqul Qamar – Wa Nazil Sallim Alaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
Dil Karo Thandha Mera Wo – Kafe Pa Chaand Sa – Seene Pe Rakdho Zara – Thum Pe Karodon Durood
Zaat Hui Intikhab – Wasf Hue La Jawab – Naam Hua Mustafa – Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Dhakal Uroos – Dhikruhu Yuhyin Nufoos – An Nasaara Wal Majoos – Aslamoo Ala Yadaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
Be Hunar Be Tameez – Kiske Hue Hain Azeez – Ik Thumare Siwa – Thum Pe Karodon Durood
Aas Hai Koi Na Paas – Ik Thumaari Hai Aas – Bas Hai Yahin Aasra – Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
Seena Ke Hai Daag Daag – Kehdo Karen Baag Baag – Tayba Se Aake Saba – Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabiyyul Mustafa – Ibn Zamzam Was Safa – Man Taa’la Sharafa – Kulluhum Salla Alaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
An Nabiyyul Mujtafa – An Nabi Saakin Quba – Hubbuhu Li Madhaba – Rabbana Salla Alaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
Thum Se Jahan Ka Nizaam – Thum Pe Karodon Durood
Thum Pe Karodon Sana – Thum Pe Karodon Durood
Thum Ho Jawado Kareem – Thum Ho Rawoofo Raheem
Bheek Ho Data Ataa – Thum Pe Karodon Durood
Khalq Ke Haakim Ho Thum – Rizq Ke Qaasim Ho Thum
Thum Se Mila Jo Mila – – Thum Pe Karodon Durood
Nafii Wo Dafii Ho Thum – Shaafii Wo Rafii Ho Thum
Thum Se Bas Afzon Khuda – – Thum Pe Karodon Durood
Shaafee Wo Naafee Ho Thum – Kaafee Wo Daafee Ho Thum
Dard Ko Kardo Dawa – Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
Barse Karam Ki Bharan – Bhoole Niam Ke Chaman
Aysi Chala Do Hawa – Thum Pe Karodon Durood
Kiyoon Kahoon Be Kas Hun Main – Kiyoon Kahoon Be Bas Hun Main
Thum Ho Main Thum Pe Fida – Thum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Dhaakal Maleeh – Qawaluhu Qawlu Saheeh – Wal Quran Shaiun Faseeh – Alladee Unzil Alaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..
Karke Thumare Gunaah – Maanghe Thumaari Panaa
Thum Kaho Daaman Men Aa – Thum Pe Karodon Durood
Ham Ne Khata Men Na Ki – Thum Ne Ataa Men Na Ki
Koi Kamee Sarwara – Thum Pe Karodon Durood
Aankh Ata Keejiye – Us Men Ziya Deejiye – Jalwa Qareeb Aagaya- Thum Pe Karodon Durood
Kaam Oh Le Leejiye – Thumko Jo Raazee Kare – Theek Ho Naame Raza- Thum Pe Karodon Durood
Wal Hasan Thummal Husain – Lin Nabi Raihaanatain – Fathima Qurrathu Ayn – Jadduhum Sallo Alaih
An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih – Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih
Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2)
Ye Ubaid Adna Ghulam – Tera Hai Khairul Anam – Waqt Midhat Keliye – Is Ki Ho Umr Tamam
An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
Related Content
- Aye Madine ke Tajdar Tujhe
- Kis Chiz Ki Kami Hai Maula Teri Gali Main Naat Lyrics
- Aap shamme risalat hain parwaney hum
- Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
- Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
- Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai Naat Lyrics
- Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
- Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
- Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
- Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
- Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
- Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
- Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah Naat Lyrics
- Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
- Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi Naat Lyrics
- Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
- Noorani Darbaar Madine Waale Ka
- Aawaz panch waqt lagati hai momino
- Gham Hogaye Be Shumar Aaqa Naat Lyrics
- Aye Hasnain Ke Nana