Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
kalmy men jiska ism hy, uspar parho darood
rab ki sana k sath hi uski sana kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
din rat unky zikar sy garmao mehfalen
ya rehmatulilalmeen ya mustafa kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
sharmindagi k ansoon sy dil ho bawazo
guzra hy jo bhi jan par vo majra kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
hamdard koi bhi nhi khalqat men apsa
jo kuch tumhary dil men hy sab unsy ja kaho
lamha daroon k siwa guzry na ab koi
umr-e-khizar mil jaye to yehi sada kaho
salihallah salihallah salihallah kaho
Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
Related Content
- Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza Naat Lyrics
- Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
- Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam Naat Lyrics
- Jashn Aamade Rasool
- AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
- Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah Naat Lyrics
- Dardo Aalam Ke Mare
- Arsh Ka Dulha Aaya Hai
- Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
- Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz Naat Lyrics
- Woh Rasool, Mera Rasool Hai
- Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
- Chamka Mahe Noor Ka Hilal Naat Lyrics
- Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna Naat Lyrics
- Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
- Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
- Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
- Aagae Mustafa Ki Sawaari
- AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
- Mujhe Rang De Maula