Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara  Naat Lyrics

Mujhe apna bana lo Tum Khudara Ya RasoolAllah
Karo lutfo karam ka eik ishara Ya RasoolAllah

Chorus: RasoolAllah, RasoolAllah, RasoolAllah, RasoolAllah,
RasoolAllah, RasoolAllah, RasoolAllah, RasoolAllah,

Na chedo mujhko aada tum ghulaam-e-Shaah-e-Bathaa hoo
Chali aagi nusrat gar pukara Ya RasoolAllah

Chupaao jab ke daaman mai ghulaamo ko sar-e-mahshar
Mile mujko bhi chadar ka kinara Ya RasoolAllah

Tumhi ho qaasim-e-naimat milee tum se ye sab naimat
Tumhaare tukdo par mera guzara Ya RasoolAllah

Ataa ilme ladunee ho mujhe sadqe mai haidar ke
Jihaalat ko ho mujh se ab kanara Ya RasoolAllah

Meri jholi mai sadqa Ghaus ka rak de Huzoor-e-mun
Issi ummeed par daaman pasaara Ya RasoolAllah

Banaa kar saail-e-Taiba meri kismat jagaayi hai
Bulandee par hai Shakir ka sitara Ya RasoolAllah

Karo Maqbool Sunni Dawate Islami ko Aaqa
Kare hai arz ye Shakir tumhara Ya RasoolAllah !


Related Content

  1. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  2. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  3. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  4. NABI KA JASHAN AAYA 
  5. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  6. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  7. Faraz E Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda  Naat Lyrics
  8. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics
  9. Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee
  10. TERI JALIYON KE NEECHE
  11. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  12. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  13. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  14. Barhy jo karky vo
  15. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  16. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  17. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  18. Tala Al Badru Alyna
  19. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  20. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics

Leave a comment