Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics

Koi Kaise Samajh Payega Rutba Sabz Gumbad Ka

Ke Khutba Pad Raha Hai Khud Hi Kaba Sabz Gumbad Ka

Jo Poocha Maine Jannat Se Teri Bhi Koi Jannat He

To Jannat Ne Diya Mujhko Hawala Sabz Gumbad Ka

Raza Ke Chahney Walon Ne Ek Soorat Nikali He

Ke Bareli Se Vo Karte Hai Nazara Sabz Gumbad Ka

Nabi ko noor jo samjhe wahi yah raj janegaa

kya! na saya mustafa ka hai na saya Sabz Gumbad Ka

Badi Hasrat Se Takti Hai Nigahein Asman Isko

Zami Nein Jab Se Bandha Hai Amama Sabz Gumbad Ka

Hare Patton Ko Aksar Dekhkey Ye Mehsoos Hota He

Darakhton Ne Saja Rakha Hai Thogra Sabz Gumbad Ka

Chale Aye Yahan Khich Khich Ke Ashiq Sabz Gumbad Ke

Asad Ne Jis Gadi Cheda Tarana Sabz Gumbad Ka

Koi Kaise Samajh Payega Rutba Sabz Gumbad Ka

Ke Khutba  Pad Raha He Khud Hi Kaba Sabz Gumbad Ka


Related Content

  1. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  2. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  3. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  4. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  5. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  6. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  7. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  8. Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics
  9. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  10. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  11. Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)
  12. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  13. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  14. Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics
  15. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
  16. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  17. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics
  18. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)
  19. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  20. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi

Leave a comment