Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics

Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi
Ik Tera Naam Waseela He Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Iss Naam Sey Rahat HogiYe Suna He Ke Bahot Rat Andheri Hogi
Qabar Ka Khof Na Rakhna Ae Dil
Waha Sarkar ke Chehare Ki Ziarat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..Unko Mukhtar Banaya He Mere Mola Ne
Khuld Mein Bas Wahi Ja Sakta Hein
Jisko Hasnain Ke Baba Ki Ijazat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..Unki Chokhat Pe Pare He to Bari Moj Mein He
Lot Ke Ayengey Jab Us Dar Sey
Merey Dil Tu Hi Bata Kya Teri Halat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..

Hashr Ka Din Bhi Ajab Dekhne Vala Hoga
Zulf Lehra Ke Wo Jab Ayenge
Phir Qayamat Mein Bhi Ik Aur Qayamat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..

Rashk Sey Door Karey Deyktey Hogay Zaahid
Jab Sare Hashr Gunahgaro Pe
Mere Aaqa Ka Karam Hoga Inayat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..

Kahi Yaseen Kahi Taha Kahi wa-shams Aaya
Jiski Qasme Mera Rab Yad kare
Kitni Dil-Kash Mere Mehboob Ki Surat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..

Do Jahaan Mein bhi Use Kon Pana me lega
Hoga Ruswa wo Sare Hashr Jise
fatma Zahra Ke Bachcho Se Adawat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..

Mere Sarkaar Bulayenge, Un Ki Chokhat Pe,
Wo Nazaara Phir Me main to dekhunga,
Dekh Kar Gumbad-E-Khazra, Meri Ulfat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..

Apna Daman To Gunaho Se Bhara He “Altaf”
Ik Sahara He Ke Mein Unka Hoon
Bas Issi Nisbat Se Sar-e-hashr Shifa-at Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein …..


Related Content

  1. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  2. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  3. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  4. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  5. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  6. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  7. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  8. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  9. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  10. Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho  Naat Lyrics
  11. Ya Nabi Ya Rasool
  12. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  13. Tum Par Main Jan
  14. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  15. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  16. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  17. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  18. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  19. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  20. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi

Leave a comment