Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics

Eh Sarware Duniya O Deen
Teri Niraali Shaan Heh
Dar Heh Tera Rashke Haram
Chehra Tera Quraan Heh

Khatme Rasool, Mukhtare Gul
Nabiyo Ka Thu Sultaan Heh
Surat Teri, Husne Azal
Tujhpe Jaha Qurbaan Heh

Mangtoh Ko Aaka Rak Baram
Karde Karam Shahe Umam
Dookiyo Ki Mushkil Taalna
Tere Liye Asaan Heh

Mehraj Ka Doolha Heh Thu
Khaliq Ke Dar Pochcha Heh Thu
Thu Heh Habibe Kibriya
Thu Arsh Ka Mehmaan Heh

Darse Tere, Vaabastagi
Dono Jaha Ki Behtari
Nisbat Teri Yaa Mustapha
Imaan Ki Pehchaan Heh


Related Content

  1. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  2. Khairul Bashar Par Lakho Salam  Naat Lyrics
  3. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  4. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  5. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  6. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  7. Karam Karam Mola
  8. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  9. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  10. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  11. Koyi Kya Jane Jo Tum Ho Khuda Hi Jaane Kya Tum Ho  Naat Lyrics
  12. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  13. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  14. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  15. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  16. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  17. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  18. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  19. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  20. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics

Leave a comment