Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)

Mera dil aur Meri jaan Madine waale
Tujh pe sawjaan se qurbaan Madine Waale

Sub ke matloob ka Mahboob he matloob he Too
Allah Allah reh Teri shaan Madine waale

Tera Dar chor ke jaa?o to kaha jaa?o
Mere Aqaa mere Sultaan Madine waale

Bar de bar de mere Aqaa meri jholi bar de
Ab na rakh be saro samaan Madine waale

Aare aati he teri zaat har ekh dokhya ke
Meri mushkil bhi ho aasaan Madine waale

Phir tamanna-e Ziyaarat me kiya dil be chain
Phir Madine ka he armaan Madine waale

Sagge Tayba mujhe sub kaha ke pukaar Hamdam
Yahi rakhe meri pehchaan Madine Waale


Related Content

  1. Ali Haidar ka gharana
  2. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  3. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  4. ShaheMadina Naat Lyrics
  5. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  6. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  7. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  8. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  9. Kis Chiz Ki Kami Hai Maula Teri Gali Main  Naat Lyrics
  10. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  11. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics
  12. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  13. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  14. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  15. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  16. Dare Khawaja Pe Sawali  Naat Lyrics
  17. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  18. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  19. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  20. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics

Leave a comment