ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS

Zikr e khairul wara bay khatar kijiye
Han yahi kam sham o sahar kijiye

Chahtay ho jo barse karam ki ghata
Aap Ke ghar bhi aayen Habeeb e Khuda

Naat se roashni apne Ghar kijiye

Gham mile ya ke haasil ho koii khushi

Lab pay jaari rahe ya nabi ya nabi
is tarah zindgaani basar kijiye

Har Taraf se ghulaamon ki he ye sadaa
Almadad mustafa almadad mustafa

Sadqa Hasnain ka ik Nazar kijiye

Zindagi men hazaron Safar Kar liye

Dil ne chaha na chaha Magar Kar liye
Ab dare Mustafa ka safar kijiay

Chaahtay ho jo barse Karam ki gahata
Lab pay jari Rahe Mustafa Mustafa

is tarah zindagani basar kijiye 

Laakhon tufan heyn lekin kinara nahi

Or Nasir ka koi Sahara nahi
Ik Nazar ik Nazar ik Nazar kijiye


Related Content

  1. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  2. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  3. Noori Mahfil Lyrics
  4. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  5. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  6. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  7. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  8. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  9. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  10. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  11. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  12. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  13. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  14. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  15. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  16. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  17. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  18. Ae Noor-e-mujjassim
  19. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  20. Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte  Naat Lyrics

Leave a comment