Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali

Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali Ho
Aur Yaad Muhammad Ki Mere Dil main Basi Ho

Do Soz-e-Bilala ka Mile Dard Raza sa
Sarkar Ataa-e-Ishq-e- Owais-e-Karni Hai

Aey Kash Main Ban Jaaon Madine Ka Musafir
Aey Kash Main Ban Jaaon Madine Ka Musafir
Phir Roti Hoi Taiba Ko Baa’rat Chali ho

Aey Kash Madine Main Mujhe Mo’ot Yun Aaye
Aey Kash Madine Main Mujhe Mo’ot Yun Aaye
Qadmon Main Tere Sir Ho Meri Roh Chali Ho

Jis Waqt Nakeerain Meri Qabr Main Aayen
Jis Waqt Nakeerain Meri Qabr Main Aayen
Uss Wakt Mere Lab pe Saji Naat-e-Nabi Ho

Aaqa Ka Gada Hon Aey Jahannum Tu Bhi Sun le
Aaqa Ka Gada Hon Aey Jahannum Tu Bhi Sun le
Woh Kaise Jale jo ke Gulam-e-Madani Ho

Attar Hamara Hai Hamara Hai Hamara
Attar Hamara Hai Hamara Hai Hamara
Attar Hamara Hai Sar-e-Hashr Isse Kash
Dast-e-Shah-e-Batha se Isse Yahi Chitti Mili

Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali Ho
Aur Yaad Muhammad Ki Mere Dil main Basi Ho


Related Content

  1. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  2. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  3. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  4. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  5. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  6. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  7. Tere Ishq Di Dolat
  8. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics
  9. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  10. Aaj Muhammad aye moray ghar
  11. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  12. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  13. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  14. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  15. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  16. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  17. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  18. Do jag de wich hoye ujaale,
  19. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  20. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda

Leave a comment