Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi

Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko, Itni Meri Awqaat Nahi
Yeh To Karam Hai Un Ka Warna, Mujh May(N) Aesi Baat Nahi(N)

Ishqe Shahe Batoha Se Pehle, Mufliso Khasta Haal Tha May(N)
Naame Muhammad Ke May(N) Qurbaan, Ab Woh Mere Halaat Nahi(N)

Zikre Nabi Mei(N) Din Jo Guzre, Woh Din Sab Se Behtar Hai
Zikre Nabi Mei(N) Raat Jo Guzre, Us Se Behtar Raat Nahi(N)

Jo Munkir Hai Unki Ata Ka, Woh Yeh Baat Bataaey To
Kaun Hai Woh Jis Ke Daaman Mei(N), Us Dar Ki Khairaat Nahi(N)

Woh Hai(N) Meri Jaan-O-Imaan, Kya May(N) Unki Nazar Karu(N)
Paas Mere Ashko(N) Ke Ilaawa, Aur Koi Soghaat Nahi(N)

Ghaur To Kar Sarkaar Ki Tujh Par, Kaisi Khaas Inaayat Hai
Kausar Tu Hai Un Ka Sanaa Khwaan, Yeh Maamooli Baat Nahi(N)


Related Content

  1. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  2. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  3. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  4. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  5. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  6. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  7. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  8. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  9. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  10. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  11. Rehmat Baras Rehi Hai
  12. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  13. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  14. Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
  15. Aaqa Ka Milad Aaya
  16. YA TAIBA YA TAIBA
  17. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  18. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  19. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
  20. Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics

Leave a comment