Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics

Sar Boolandi Ki Rawayat, Sir Katanay Say Chali
Nabzay Imaan Teri Nabzein, Doub Janay Say Chalien.Nazr E Deen Jaan Hi Nahin, Sab Lakhtay Jaan Bhi Kar Diye
Reet Yeh Tujh Say Chalein, Taray Gharanay Say Chalein

Tunay Mani Hee Badal Dalay Shikst O Fat’ha Kay
Rasm E Hasti Apni Hasti Ko Mitanay Say Chalein

Ghar Say Tujhko Karbala Ki Samt Jata Dekh Ker
Abr Utha Sehra Say Bijli Ashiyaanay Say Chali

Aanay Wala Lamha Lamha Teri Baiyat Ker Chuka
Baat Teri Az Saray No Har Zamanay Say Chalen

Sir Bulandi Ki Rawayat, Sir Katanay Say Chali
Nabzay Imaan Teri Nabzein, Doub Janay Say Chalien

Mein Muhammad Ka Ghulam, Aal E Muhammad Ka Ghulam
Woh Mohammad Ka Ghada, Jo Ale Mohammad Ka Ghulam

Woh Ghulaam E Mustafa, Jo Aale Mohammad Ka Ghulam
Apni Har Tasveer Seen Aaina Khanay Say Chali

Ser Bulandi Ki Rawayat, Ser Katane Sey Chali
Nabzay Imaan Teri Nabzein, Doub Janay Say Chalien

Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chal


Related Content

  1. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  2. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  3. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  4. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  5. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  6. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  7. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  8. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  9. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  10. Al Nabi Sallu Alai
  11. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  12. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  13. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  14. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  15. Aaqa Ka Milad Aaya
  16. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  17. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  18. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  19. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  20. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)

Leave a comment