Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)

Un ke jo Ghulaam hogaye
Waqt ke Imaam hogaye

Faiz unke aam hogaye
Do jaha ghulaam hogaye

Jab bulaaya Aqaa ne
Khud hi Intazaam hogaye

Paas waale dekhte rahe
Door se Salaam hogaye

Farsh se woh jaakar ta arsh
Rabb se hum Kalaam hogaye

Waasta jo Aap ka
Mere saare kaam hogaye

Naam le wa unke jo huwe
Unke unche naam hogaye

Muqtadi he saare Ambiya
Mustapha Imaam hogaye

Ambiya khare he saf ba saf
Mustapha Imaam hogaye

Mere Mustapha ki shaan dekh kar
Badsha Ghulaam hogaye

Sab ba sab kare he sab Shaheed
Aur Hussein Imaam hogaye

Naathe ka he aapke awaaz
Naathe kha awaam hogaye

Waqf pe naath khaani-e Riaz
Tere sub ho shaam hogaye


Related Content

  1. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  2. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  3. Main Madine Chala  Naat Lyrics
  4. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  5. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  6. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  7. Ya Nabi Ya Rasool
  8. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  9. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  10. Mujh Pe Maula Ka Karam Hai  Naat Lyrics
  11. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics
  12. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  13. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  14. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  15. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  16. aaka ko pukar bande aaka pukar
  17. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics
  18. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  19. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  20. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics

Leave a comment