Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics

Subh-e-Watan Pay Shaam-e-Ghareeban Ko Doon Sharaf
Bey-Kus Nawaaz Gey-Sue-Oon Wala Kahoon Tujhay

Allah Nay Teyray Jism-e-Munawwar Kee Taa-Bish-Aeyn
Aey Jaan-e-Jaan Mein Jaan-e-Tajalla Kahoon Tujhay

Mujrim Hoon Apnay Af’oo Ka Samaan Karoon Shah-aa
Ya’nee Shafe’e Roz-e-Jaza Ka Kahoon Tujhay

Teyray Tou Wasf A’eb Ta-Na-Hee Say Hain Baree
Hairaan Hoon Meyray Shah Mein Kya Kya Kahoon Tujhay

Keh Lay Gee Sub Kuch Unkay Sana Khuwaan Kee Khaam-Shee
Chup Ho Raha Hoon Keh Kay Mein Kiya Kiya Kahoon Tujhay

Leykin Raza Nay Khatm-e-Sukhan Iss Pay Kar Dia
Khaaliq Ka Banda Khalq Ka Aaqa Kahoon Tujhay

Suroor Kahoon Ke Maalik Complete Naat Lyrics

Suroor Kahoon Ke Maalik O Mola Kahoon Tujhe

Baghِ Khalil Ka Gul E Zaiba Kahoon Tujhe

Hurman Naseeb Hon Tujhe Ammid keh Kahoon

Jaan-E Morad O Kaan Tamanna Kahoon Tujhe

Gulzaar Quds Ka Gul E Rangin Ada Kahoon

Darmaan Drdِ Bulbul Shaida Kahoon Tujhe

Subh-E Watan Pay Shamِ Gharibaan Ko Dun Sharf

Be Kis Nawaz Gesuwoon Wala Kahoon Tujhe

Allah Ray Tairay Jism Munawwar Ki Tabishain

Ae Jaan-E Jaan Mein Jaan-E Tajallah Kahoon Tujhe

Be Daagh Lala Ya Qamar Be Kalaf Kahoon

Be Khaar Gulban Chaman Aara Kahoon Tujhe

Mujrim Hon –Apne Afoo Ka Saman Karoon Sh_Ha

Yani Shafi Roz-E- Jaza Ka Kahoon Tujhe

Is Murda Dil Ko Muzda Hayaat Abadd Ka Dun

Taab O Twan Jaan-E Masiihaa Kahoon Tujhe

Tairay To Wasf Aib Tanahi Se Hain Bari

Heraan Hon Mere Shah Mein Kya Kya Kahoon Tujhe

Keh Le Gi Sab Kuch Unn Ke Sana Khwan Ki Khamoshi

Chup Ho Raha Hai Keh Ke Mein Kya Kya Kahoon Tujhe

Lekin Raza Ne Khatmِ Sukhan Is Pay Kar Diya

Khaaliq Ka Bandah Khalq Ka Aaqa Kahoon Tujhe

hidaiq bakhshish


Related Content

  1. Aaqa Ka Milad Aaya
  2. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  3. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  4. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  5. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  6. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  7. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  8. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  9. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  10. Sare Jahan Se Achha Hai Sange Dar Tumhara  Naat Lyrics
  11. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  12. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  13. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  14. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  15. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  16. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  17. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  18. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  19. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  20. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)

Leave a comment