Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics

Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi He ,
Teri Rah Mein Akhiyan Bichate Bichate
Teri Hasratoon Mein Teri Chahatoon Mein ,
Bare Din Hova Ghar Sajate Sajate

Yeh Dil Jab Se Ishq E Nabi Mein Para He,
Na Din Ki Khabar He Na Shab Ka Pata He
Ab Tu Basarat Be Kam Ho Gaye He,
Teray Gham Mein Aansu Bahate Bahate

Na Kaabe Se Matlab Na Masjid Ki Chahat,
Faqat Dil Mein Hakim Tamanna Yehi He
Mil Jaay Naqsh E Kafe Paaye Ahmed,
Tu Mar Jaye Sar Jukate Jukate

Mere Lab Pe Mola Na Koi Sadaa He ,
Faqat Mujh Nikamme Ki Yehi Dua He,
Meri Sanse Nikle Dar E Mustafa pe ,
Gham E Dil Nabi Ko Sunate Sunate

Mera Yeh He Imaan, Mera Ye Yaqeen He,
Mere Mustafa Sa Na Koi Haseen He,
Rukh Un Ka Dekha He Jab Se Qamar Ne
Nikalta He Munh Ko Chupate Chupate

Qiyamat Ka Manzir Bara Pur Khatar He,
Magar Mustafa Ka Jo Diwana Ho Ga
Woh Pul Se Guzar Jayega  Wajd Karte
Naara Nabi Ka Lagate Lagate

Ye Mana K Aani Ik Din Qaza Hai ,
Magar Sosto Tum Se Ye Ik Iltijaa Hai
Shahere Mohammad Ki Her Ik Ghali Se,
Janaza Oyhana Gomate Gomate

Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi He ,
Tere Rah Mein Akhiyan Bichate Bichate
Teri Hasratoon Mein Teri Chahatoon Mein ,
Bare Din Hova Ghar Sjate Sajate


Related Content

  1. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  2. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  3. Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Pe Asmaan Hai  Naat Lyrics
  4. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  5. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  6. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  7. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  8. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  9. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  10. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  11. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)
  12. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  13. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
  14. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  15. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  16. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  17. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  18. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  19. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  20. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA

Leave a comment