Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics

Mere aaqa ki hai shaan sabse alag
Jaise rutbe me qur’an sabse alag

Shaane khairul basher khatamul ambiya
Ik payambar ik insaan sabse alag

Shafqate be-sabab rehmate be-talab
unki bakshish ka unwaan sabse alag

Arsh qadmo me payvand poshak me
Hai do aalam ke sultaan sabse alag

Unko dekha nahi fir bhi pehchan le
Meri aankho ka imaan sabse alag

Unke darr ke gada sar pe taaje ana
Hum faqeero ki pehchan sabse alag

Naat kehte hai dil ki zameeno me hum
Shayar apna hai maidan sabse alag


Related Content

  1. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  2. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  3. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  4. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  5. Rusul Unhi Ka To Muzdah Sunane Aaye Hai  Naat Lyrics
  6. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  7. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  8. Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz  Naat Lyrics
  9. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  10. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  11. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  12. YA TAIBA YA TAIBA
  13. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  14. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  15. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  16. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  17. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  18. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  19. Ae Noor-e-mujjassim
  20. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai

Leave a comment