Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics

Mein so jaoo Ya Mustafa kehte kehte
Khulle aankh Salle Aala kehte kehte
Sitam pe Sitam seh gaye dushmano ko
Habeeb-e-Khuda, Ya Khuda kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa kehte kehte
Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Guzarte thay kaantey bharrey raasto say
Rasul-e-Khuda, Marhaba kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa kehte kehte
Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Huwey surkhuru Aap har maarke me
Fakat Rabbana, Rabbana kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa kehte kehte
Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee se
Bhara paet shukre Khuda kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa kehte kehte
Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Andhero mein hum ne kiya hay ujaala
Aqeedat sey Noor-ul-Huda kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa kehte kehte
Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Dille muztarib ko qaraar aagaya he
Shabo rawz Ya Mujtaba kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa kehte kehte
Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Museebat kay maaro kathan manzillo se
Guzar jaoo Ya Mustafa kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa kehte kehte
Khulle aankh Salle Aala kehte kehte


Related Content

  1. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  2. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  3. Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics
  4. MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME
  5. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  6. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  7. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  8. Noori Mahfil Lyrics
  9. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  10. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  11. Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho  Naat Lyrics
  12. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
  13. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  14. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  15. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  16. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  17. Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega  Naat Lyrics
  18. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  19. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  20. Rab Mehfilan Sajayan

Leave a comment