Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics


Koi Nabi nahi he mere Mustafa ke bad

Shere Khuda nahi he Ali Murtuza ke bad

Na he kisi ke bete Hussaino Hasan se aur

Na Fatima si ma he koi Fatima ke bad

Jaisi padhi Hussain ne teeron ke chaon me

Aisi namaz phir na hui karbala ke bad

Abbas tere nam ko main apne ishq se

Pehle wafa ke likhu ya likhu wafa ke bad

Shabbir kehke bhe bulate rahe jise

Hurr aur kya sawal kare is ata ke bad

Darbare sham me kaha Zainab ne sun yazeed

Darte nahi kisi se bhi hum to Khuda ke bad


Related Content

  1. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  2. Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah  Naat Lyrics
  3. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  4. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  5. Tu Kareen hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane (Naat Lyrics)
  6. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  7. Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
  8. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  9. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  10. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
  11. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  12. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  13. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  14. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  15. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  16. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  17. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  18. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  19. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  20. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics

Leave a comment