Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics

Mustafa e zaat e yakta aap hain

Yak ne jisko yak banaya aap hain

Aabo gil mai noor ki pehali kiran

Jane aadam jane hawwa aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….

Aapko rabne kiya apna habib

Sari khalkat ka khulasa aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….

Ja tui jana karare ja tui

Jane jan jane masiha aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….

Aap se khud aap ka sahil hu main

Jan ja meri tamanna aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….

Bar darad  aamad daga bahre salaam

Ho bhala ‘akhtar’ ka data aap hain

Mustafa e zaat e yakta…………………….


Related Content

  1. AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
  2. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta
  3. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  4. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  5. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics
  6. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  7. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  8. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  9. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  10. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  11. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  12. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  13. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  14. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  15. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  16. Rehmat Baras Rehi Hai
  17. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  18. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  19. Aaj Muhammad aye moray ghar
  20. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla

Leave a comment