Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics

Karbala Ke Jaan Nisaron Ko salaam
Fatima Zehra ke Pyaron Ko Salaam…Jisne Apna Sar kataya Deen Par
Us Hussain E Ibn E Haydar ko Salaam…

kat Gaye Baazu Alam bardaar Ke
Sabr ke us Jaam E Paikar Ko Salaam…

Nanhe Ki Sukhi Zubaan pyaas Se
Us Ali Asghar Ki Azmat Ko Salaam…

Kis Qadar Dulha Bane Ibn E Hassan
Hazrat E Qasim Ki Rifat Ko Salaam…

Khoon Me Doobi Jawani Laal Ki
Ham Shabi E Shah E Madani Ko Salaam…

Jisne Rakhli Aabru Islaam ki
Chadar E Zainab Ki Azmat Ko Salaam…

Lut Gaya sab Kuch Magar Parde Kiye
Un Sabhi Parda Nashinon Ko Salaam…

Karbala Me Jo Hoye Jitne Shaheed
Un sabhi Noorie Mazaron ko salaam….

Jinke Sadke Razvi Bhi Noorie Hogaya
Pakeeza Noorie Jamaat ko Salaam…….


Related Content

  1. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  2. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  3. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  4. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  5. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  6. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  7. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  8. Karam Karam Mola
  9. Sab Ke Bas Ki Baat Nahi  Naat Lyrics
  10. Ni Mitiyye Madeene Diye
  11. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  12. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  13. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  14. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  15. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  16. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  17. aaka ko pukar bande aaka pukar
  18. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  19. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  20. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics

Leave a comment