Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics

Baat kar Madine ki
Zikr kar Madine ka
Ik yehi Sahara hai
is jahan mein jiine ka

Voh Tujhe bachaenge
Paar bhi lagaenge
Un pey chor dey kashti
Ghum na kar safine ka

Kiun bhatakta phirta hai
Puch apne murshid se
Voh bataen ge tujhko
Raasta Madine ka

Aap ke qadam jab se
Aye hain Madine mein
Zarra zarra roshan hai
Aaj bhi Madine ka

Ey Aleem chal tu bhi
Rah ley Madine ki
Bas vahin se milta hai
Raaz harr khazine ka

Yaad e mustafa aisi

Mushk mein na ambar mein
Aur na gule tarr mein
Hum ne jo mehak payi aap ke Pasine mein

Kon si jagah unke

Fikr kya talatum ka
khof kya hai tufan ka
Naam e Mustafa likh kar
Daal dey Safine mein


Related Content

  1. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics
  2. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  3. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  4. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  5. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  6. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  7. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  8. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  9. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  10. Ae Noor-e-mujjassim
  11. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  12. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  13. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  14. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  15. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  16. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
  17. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  18. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  19. Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai  Naat Lyrics
  20. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua

Leave a comment