Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics

MERA DIL OR MERI JAAN NAAT LYRICS

mera dil or meri jaan madine wale

tuzpe so jaan se kurbaan madine wale

likhde likhde meri kismat me madina likhde

hain tari milk kalam-dan madine wale

mera dil or meri jaan ………………

bharde bharde mere aaka meri zoli bharde

ab na rakh be-saro saman madine wale

mera dil or meri jaan………………………………

kam aati hain teri zat har ek dukhiya ke

meri mushkil bhi ho aasan madine wale

mera dil or mari jaan………………………………

phir tamannae  ziyarat ne kiy dil bechen

phir madine ka hain armaan madine wale

mera dil or mari jaan………………………………

sage taybah muje sab kehke pukar ‘bedam’

yahi rakhkhe meri pehachan madine wale

mera dil or mari jaan………………………………


Related Content

  1. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  2. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  3. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  4. Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
  5. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  6. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  7. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  8. Nazar Mai Hai Kaba Tu Dil Mai  Naat Lyrics
  9. Mein Mangta Haan Teray Ishq Da  Naat Lyrics
  10. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  11. Noori Mahfil Lyrics
  12. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  13. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  14. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics
  15. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  16. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  17. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  18. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  19. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  20. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali

Leave a comment