Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics

Maine Bola Ae Khuda Mujhe Mauka De Zara

Ke Ibadat Kar Sakunn Mere Dil Ko De Sukoon

Maine Maangi Jab Ye Dua Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan

Neki Ki Raah Pe Chalne Lage Hain Ham

Achhaai Ki Taraf Badhne Lage Qadam

(Neki Ki Raah Pe Chalne Lage Hain Ham)

(Achhaai Ki Taraf Badhne Lage Qadam)

Hai Is Ki Ye Wajah Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan

Sab Poochne Lage Isme Hai Raaz Kya

Rahmat ka qafila Kis Tarha Se Mila

(Sab Poochne Lage Isme Hai Raaz Kya)

(Rahmat ka qafila Kis Tarha Se Mila)

Maine Sabse Kah Diya Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan

Maine Bola Ae Khuda Mujhe Mauqa De Zara

Ke Ibadat Kar Sakunn Mere Dil Ko De Sukoon

Maine Maangi Jab Ye Dua Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan


Related Content

  1. NABI KA JASHAN AAYA 
  2. Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte  Naat Lyrics
  3. Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
  4. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  5. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  6. Zahe Muqaddar Huzoor-E-HaqSe
  7. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  8. Jashn Aamade Rasool
  9. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  10. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  11. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
  12. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  13. Soona jungle raat andheri chaye hai
  14. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  15. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  16. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  17. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  18. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  19. Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
  20. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics

Leave a comment