Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics

Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raste Hain Juda Juda, Yeh Maamala Koi Aur Hai
Kyun Nahee Dekhta Jahan Me, Har Shela Bedud Hai
Jab Uthee Nigaah Toh Jhuk Gayee, Yeh Mamla Kuchh Aur Hai
Allah Allah Allah
Yeh Pahar, Darakht Aur Kainat, Jab Jhuke Hain Sajud Pe
Na Too Ban Saka Na Bana Saka, Woh Phir Bhee Na Tujhase Juda Hua
Yeh Sabh Usee Ke Hain Faisle, Too Jan Kar Bhee Anjan Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raste Hain Juda Juda, Yeh Mamla Koi Aur Hai
Kyun Shirk Me Hai Pasa Hua, Kyun Dur Se Too Dur Hai
Allah Allah Allah
Kyun Shirk Me Hai Too Pasa Hua, Kyun Dur Se Too Dur Hai
Kyun Ghumata Hai Yaha Waha, Nahee Ila Koi Aur Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raste Hain Juda Juda, Yeh Mamla Koi Aur Hai
Jise Dhundhta Hai Yaha Waha, Dil Me Tere Maujud Hai
Allah Allah Allah
Jise Dhundhta Hai Yaha Waha, Dil Me Tere Maujud Hai
Jise Mil Gaya Ek Bar Woh, Usee Dil Me Asre Wajud Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raste Hain Juda Juda, Yeh Mamla Koi Aur Hai
Jo Parhadiya Insaan Ko, Mehmaan Hai Rahim Hai
Allah Allah Allah
Jo Parhadiya Insaan Ko, Rehman Hai Rahim Hai
Jab Paas Thee Toh Kitaab Thee, Parhadiya Toh Kuraan Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raste Hain Juda Juda, Yeh Mamla Koi Aur Hai
Phir Ibadato Ke Hain Silsile, Phir Kurbato Ke Daur Hain
Allah Allah Allah
Phir Ibadato Ke Hain Silsile, Phir Kurbato Ke Daur Hain
Jo Na Jhuk Saka Woh Na Pa Saka, Yehi Silsila Har Daur Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raste Hain Juda Juda, Yeh Mamla Koi Aur Hai
Too Kyun Pujata Hai Insaan Ko, Allaah Hee Toh Mabud Hai
Allah Allah Allah
Too Kyun Pujata Hai Insaan Ko, Allaah Hee Toh Mabud Hai
Phir Kyun Hai Too Gharur Me, Jo Na Jhuk Saka Toh Firod Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raste Hain Juda Juda, Yeh Mamla Koi Aur Hai
Ik Bar Too Phir Sochle -2, Wohee Rabe Al Shekarim Hai
Allah Allah Allah
Ik Bar Too Phir Sochle, Wohee Rabe Al Shekarim Hai
Jo Na Jhuk Saka Woh Mit Gaya, Yahee Silsila Har Daur Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raste Hain Juda Juda, Yeh Mamla Koi Aur Hai
Ya Rab Mujhe Too Baksh De -5, Banda Toh Gunahgar Hai
Allah Allah Allah
Iss Aas Par Para Houn Me, Sajde Pe Rabe Karim Ke
Jo Mai Gir Gaya Tha Mukam Se, Too Toh Rabe Ali Mukam Hai
Allah Allah Allah


Related Content

  1. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  2. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  3. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  4. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  5. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  6. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  7. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  8. Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya  Naat Lyrics
  9. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  10. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  11. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  12. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  13. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga  Naat Lyrics
  14. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  15. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  16. Kuch Aisa Kar De Mere Kirdgaar Aankho Me  Naat Lyrics
  17. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  18. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  19. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  20. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics

Leave a comment