Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)

Aanay walo yay to bataao shehr madina kaisa hai
Sar un kay qadmon mayn rakh kar jukh kar jiina kaisa hai

Gunbaday khazra kay sa-ay mayn beytth kay tum to aa-ay ho
Uss sa-ay mayn rab kay aagay sajda karna kaisa hai

Dil aankhayn or ruuh tumhari lagti heyn sehraab mujhay
Dar pay un kay beytth kay zamzam piina kaisa hai

Diiwano aankhon say tumharitna puuch to laynay do
Waqt e dua rozay pay un kay aansu bahana kaisa hai

Waqt e rukhsat dil ko apnay chhoarr wahaan tum aa-ay ho
Yay batlaa-o ishrat un kay dar say bichharrna kaisa hai

Waqt e rukhsat dil ko apnay chhoarr wahaan tum aa-ay ho
Yay batlaa-o hum ko k un kay dar say bichharrna kaisa hai


Related Content

  1. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  2. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  3. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  4. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  5. Mai Toh Miladi Hu  Naat Lyrics
  6. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  7. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  8. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  9. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics
  10. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  11. Karam Karam Mola
  12. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  13. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  14. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  15. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  16. Kis Ke Jalwe Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai  Naat Lyrics
  17. Ham Faqeeron Ko Madeene
  18. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  19. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  20. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics

Leave a comment