Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai

jahan roza e pak khreulwara hai
vo janat nahin hai tho pir aur kya hai
kahan main kahan yeh madiney ki galiyan
yeh kismat nahin hai tho pir aur kya hai }

muhammad ki azmat ko kya poochtey ho
ke vo sahibey kaaba kausen tehre 2
bashar ki sarey arsh, mehman nawazi
yeh azmat nahin hai tho, pir aur kya hai 2

jo sai ko kamli mein apni chupaley
jo dushman ko bhi zakhm, ka kar dua de 2
usey aur kya naam dega zamana
vo rehmat nahin hai tho piur aur kys hai 2

qayamat ka ik din muwayan hai lekin
humare liye har nafas hai qayamat 2
madiney se hum jaa nisaron ki doori
qayamat nahin hai tho pir aur kya hai 2

tum iqbal yeh naat keh tho rahey ho
magar yeh bhi socha ke kya kar rahey ho 2
kahan tum kahan madhey mamo hey yazdaan
yeh jurat nahin hai tho pir aur kya hai 2

jahan roza e pak khreulwara hai
vo janat nahin hai tho pir aur kya hai
kahan main kahan yeh madiney ki galiyan


Related Content

  1. Tala Al Badru Alyna
  2. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  3. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  4. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  5. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  6. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  7. Mujhe Rang De Maula
  8. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  9. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  10. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  11. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  12. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  13. Rab Mehfilan Sajayan
  14. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  15. Aap shamme risalat hain parwaney hum
  16. Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
  17. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  18. TARON MEIN ROSHNI
  19. Hum Apni Hasrat E Dil Ko Mitane Aaye Hai  Naat Lyrics
  20. Ya Nabi Ya Rasool

Leave a comment