Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
Gar aata ho dam e akhir mujhe jalwa unka
Maine mana ke siyahkaar gunahgaar hu mai
Laaj rakhle meri maula ke hu shaida unka
Roz e mehshar ki tamazat se bachaega mujhe
Meri bakhshish ka zariya hai ye jalsa unka
Dekh lo ahle jahan mere Nabi ki ulfat
Chuma hai bulbul e sidra ne bhi talwa unka
Kyun bhala fikr karu roz e qiyamat ka Tameem
Khuld le jayega mujhko bhi waseela unka
Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
Related Content
- Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka Naat Lyrics
- Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ Naat Lyrics
- Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya Naat Lyrics
- Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai Naat Lyrics
- ShaheMadina Naat Lyrics
- Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
- Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
- Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
- Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
- Aadha Idhar Aadha Udhar
- Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
- Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar Naat Lyrics
- Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
- Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
- Sarkaar Ke Qadmo Mein Naat Lyrics
- Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
- Qurban Tumpe Meri Jaan
- Dardo Aalam Ke Mare
- Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah Naat Lyrics
- Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics